Skip to content

Uppar Wale

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey Hum Aapno Se Ab Door Chaley Uparwale Aankhon Mein Lekar Noor Chaley Uparwale Har Saans Pe Jaise Karz Chadey Uparwale Is Khakee Ke Hai Karz Bade Uparwale Ho Aage Jo Hoga Tere Hawale Uparwale Uparwale Uparwale Uparwale Humko Aage Badna Hai Badna Hai Badna Hai Har Dushman Se Ladna Hai Ladna Hai Ladna Hai Yeh Zindagi Ki Aarzu Ke Maut Se Na Darna Aaye Ghadi Marne Ki To Hashke Watan Pe Marna Kaaton Ki Raah Pe Chalety Hai Uparwale Hum Sholo Pe Bhi Jaltey Hai Uparwale Baarodo Mein Bhi Hum Dhalte Hai Uparwale Tap Se Bhi Nahi Pigalte Hai Uparwale Ho Aage Jo Hoga Tere Hawale Uparwale Uparwale Uparwale Uparwale Rukh Chand Na Jism Ka Par Aatma Amar Hai Jinde Ang Sang Prab Hai Who Onu Kisda Dar Hai Iska Nek Irada Hai Irada Hai Irada Hai Is Wardi Ka Wada Hai Wada Hai Wada Hai Aandhi Ho Ya Toofan Ho Hum Ko To Hai Takrana Har Modh Pe Har Haal Mein Is Farz Ko Hai Nibhana Hum Milke Kasmein Khayenge Uparwale Khakee Ki Lajj Bachayenge Uparwale Chattano Se Takrayenge Uparwale Kashti Ko Par Lagayenge Uparwale Ho Aage Jo Hoga Tere Hawale Uparwale Uparwale Uparwale Uparwale Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey Jab Tak Lahon Tan Mein Bahey Mann Mein Sada Asha Rahey