Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
BANK ACCOUNT
Shareh
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jaana hai top pe, toh dunga nahi deal
Chains ab chaandi, dein price in steel
I got a rollout, toh baatein na please
Bharta hai bank account, I'm locking the deals
Feels, feels like kal ki thi wo baat, wo pehle ke haadse
Ab chor chuka mai wo yaar
Wo sangatein buri, wo sangatein toxic
Wo sangatein deti thi dukh, wo deti thi dard
Chora in past tense
Wo sangatein nahi thi sahi, wo sangatein bolti thi bas nonsense
Banega music me mera kya kuch? Ab ye ek sawaal nahi
Chooni hai bulandiyan maine bhi kuch, ham lenge Harley
Phir karenge shows aur karenge parties
Zyada chalne denge yahan zabaan nahi
Wo ghumte kaise aage peeche, yeah (Woo)
You stab the back, toh bete kehlaate ho tum mere dost nahi
Wo karna chahte hain compete
Wo karenge kaise jab unke wo flows nahi?
Tum sunoge idhar bas dard meri awaaz me, listen it closely
Mai sota tha saari hi raat lekin ab aaj ye hota hai mostly no sleep
Ab jaagte saare raat aur saara din
Another day and yet another win
Another deed and yet another sin
Ab baith ke papers hi toh gin
Mai aaya hun aage
I still got a long way to go, yeah
Nashe mai choor, mai duniya se door toh rakhu na waaste
Mai kar raha shoots, I'm making the moves, ab khud ke hi aasre
They leave me shook ki kaise pehchaante mujhe wo mask me
Ab ata hai pehlay yeh naam initials bhallay hou last mein
Aur mai toh star mode me
Woh bikte chaar note pe
Gaana gaane chale, maare nahi chaar note ye
Aur likhi lines in my phone toh lage barcode ye
Wo cyberbullies denge tarri, kya ukhad loge? Yeah
Jaani ehmiyat jab khouye azeez
Kabhi hou sog ho toh kabhi hassi
Khuda ke aasre toh khule naseeb
Ab jo bhi dikhta hai wo sab haseen (Yessir)
Jaana hai top pe, toh dunga na deal (Dunga nahi deal)
Chains ab chaandi, dein price in steel (Price in steel)
I got a rollout, toh baatein na please (Yeah, yeah)
Bharta hai bank account, I'm locking the deals
Ooooo ooo
Tujh se hoga nahi yea yea
Teri baatain saari obsolete yea yea
Kat-ta chaloon mai in peace
Nazaron mai hai tu nahi
Mukhtalif hai meri feel yea
Bajay 4 chaar in the night bout to pass out
12 pill, londa aik, im the last out
Kiveinn daagh lagay khaanday loki reham nai
Teray baad, mila sukh nai koi chaen
Larka mai all set
Lahore se Multan
Multan to ISLU
Larkay ye upset hain
Mai kitna khaas
Wo laayi gulaab aur
Khara mai on stage yea
Nai chahiye dawaa
Jab mila ye pyaar
Ponchun mai aansu ye
Khuda tera hai pyaar
Mai banda kharaab
Wo bolti sach
Chhupay huay lafzon mai maangay tu mera vasl
Kyun de gi ye bebasi dil mai aisay dakhal
Ve tu haath phardi mai jivin clutch
Lagda mera dil nahi, tu peechay
Leti jaa
Mera naam
Kahin ka naa
Akheer tak khara
Fuck a bot
Spillin sauce aatay jaatay
Hai pata tujhe yeah
Rock-rock-Rockstar!