Skip to content

Highway

Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Highway pe chai pi uda hai ye parinda Dafn tha zameen mein ye ho rha hai zinda Yeahhhhh Highway pe chai pi uda hai ye parinda Dafn tha zameen mein ye ho rha hai zinda Beech mein na aana saala ishq iska andha. Yeahhhhh Ghira hai diwaron se Nazar hai sitaron pe Hai sauda raftaron se oh yeah yeah yeah. Nikla hai ghar se Panchhi diwana Isko zamana bhaaye na. Dhoop barishon mein Iska thikana Chhaon se dil lagaye na. Seene mein baje nagada jeb mein hai chhalla Misaal berukhi ki, ye banda masha allah Chale ye tel pe peechhe bastiyan mohalla ... Yeahhhh yeah Ghira hai diwaron se Nazar hai sitaron pe Hai sauda raftaron se oh yeah yeah yeah. Nikla hai ghar se Panchhi diwana Isko zamana bhaaye na. Dhoop barishon mein Iska thikana Chhaon se dil lagaye na. Baatein reh gayi hain jo Kahega ye tumse kabhi Ghoomne de ab isse Hua ye kisi ka nahi