Raaste | Ft. Aditya Kalway
AB & Aryaman
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Is raaste mein yoon, ab dhoondun main wahi
Ek duniya jahaan mai tera, aur tu bhi ho meri
Chal jo hua ab woh, sab bhul jaate hain
Maana meri taqdeer mein, ab hai teri kami
Is raaste mein ab mujhko tum paoge nahi
Ab chal pada hoon jo toh phir mai lautunga nahi
(Hooo hooo...) [ร4]
Ab kya karoon mehsoos bas tu ye batate ja
Na teri maujoodgi k hain bahane kya
Mera haath jo tu ek dafaa phirse yoon thaam le to
Phir chal padengi saansein mujhko tu bacha le to
Is raaste mein ab mujhko tum paoge nahi
Ab chal pada hoon jo toh phir mai lautunga nahi
(Hooo hooo...)
Ab bhi kyun meri aankhein teri raahon ko hi taakein
Teri saanson mein basa hai kyun mera sara jahaan
Ab bhi kyun teri yaadein mujhko raaton ko rula dein
Le chal tu mujhko tu rehta hai jahaan