Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Surili Akhiyon Wale
Rahat Fateh Ali Khan, Suzanne D'Mello, Sajid - Wajid, Gulzar
Popularity ยท Low
+
๐ฌ๐ง English ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Surili akhiyon waale, suna hai teri akhiyon se
Behti hain neendein aur neendon mein sapne
Kabhi toh kinare pe utar mere sapnon se
Aaja zameen pe, aur mil jaa kahin pe
Mil jaa kahin, whoa-oh, oh
Mil jaa kahin samay se pare
Samay se pare mil jaa kahin
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun
ย
Surili akhiyon waale
Suna hai teri akhiyon se
ย
Jaane tu kahaan hai
Udti hawa pe tere pairon ke nishaan dekhe
Jaane tu kahaan hai
Udti hawa pe tere pairon ke nishaan dekhe
Dhoondha hai zameen pe
Chhaana hai falak pe, saare aasmaan dekhe
Mil jaa kahin samay se pare
Samay se pare mil jaa kahin
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun
Every time I look into your eyes
I see my paradise
The stars are shining right up in the sky
Painting words of desire
Can this be real? (Can this be real?)
Or you're the one for me? (The one for me)
You've captured my mind
My heart, my soul, no, no
You're the one I'm waiting for (the one I'm waiting for)
Every time I look into your eyes
I see my paradise (paradise)
Stars are shining right up in the sky (stars are shining)
Painting words of desire
Ot mein chhup ke dekh rahe the
Chaand ke peechhe-peechhe the
Ot mein chhup ke dekh rahe the
Chaand ke peechhe-peechhe the
Saara jahaan dekha, dekha na aankhon mein
Palkon ke neeche the
Aa, chal kahin samay se pare
Samay se pare chal dein kahin
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun
ย
Surili akhiyon waale, suna hai teri akhiyon se
Surili akhiyon waale, suna de zara akhiyon se
Surili akhiyon waale, suna de zara akhiyon se
ย