Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mane Na
Vikram Montrose
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tujhe dekhun to dil mein kahin ishq jage
Tere bina ye bechain sa rahne lage
Bohot mushkil hai samjhaana Ye bin tere reh paaye na
Deewane ko siva tere nazar kuchh bhi ab aaye na
Mane na dil mane na, tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Teri ankhon mein jo badli hai wahi meri chahat pehli hai
Meri akhri manzil hai teri galiyan teri teri galiyan
Tu jo khud ko bhool ke hasti hai dua charo ore barasti hai
Savar jaati hai pal bhar mein meri duniya meri meri duniya
Dooba dooba rehta hoon tere hi khayalon mein
Hai tera hi noor mere khwabon ke ujaalon mein
Karoon main kya tu tu hi bata
Uff uff suno na suno na suno na
Bohot mushkil hai samjhaana
Ye bin tere reh paaye na
Deewane ko siva tere nazar
Kuchh bhi ab aaye na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
Mane na dil mane na
Tere peeche peeche aaye kuchh jaane na
ย