Skip to content

TERE NAINA

SHANKAR MAHADEVAN, SHREYA GHOSHAL, SHANKAR-EHSAAN-LOY and RAJAT ARORA
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

(Tere naina, tere naina, tere naina re) * 4 Ooo, naino ki chaal hai, makhmali haal hai Neechi palkon se badle sama Naina sharmaye jo, ya aankhein bhar aaye jo Thamke ruk jaaye dono jahaan Rab ki nemath hai teri nigahein Jismein basti hai uski duayein Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye Ho (tere naina, tere naina, tere naina re) * 2 Ho aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye Ho (tere naina, tere naina, tere naina re) * 2 Aahat khwabon ki, chahat dhadkan ki Unke kadmon ke hai ye nishaan Chahe kuch na bolu, chahe raaz na kholu Ye samajhte hai meri zubaan Mujhpe barsi jo teri nigahein Meri saanson ne badli adayein Ho aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye Ho (tere naina, tere naina, tere naina re) * 2 Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye Ho (tere naina, tere naina, tere naina re) * 2 Tere naina, rahein saja de Tere naina, doori mita de Tere naina, dhadkan ko bada de Tere naina, palkon mein samale, wallah Zakham pe marham, tere naina Phool pe shabnam, tere naina Jag bhoole bhoole, tere naina Dil chule chule, tere naina Tere nainon ke aagey jo taare bhi sharamaye Pa ni sa ni sa ni da pa ni da pa ma ga re sa Tere naina, tere naina... Naino ki chaal hai, makhmali haal hai Neechi palkon se badle samaa Rab ki nemath hai teri nigahein Jismein basti hai uski duayein Aise naino ki baaton mein koi kyun na aaye Ho (tere naina, tere naina, tere naina re) * 4