Skip to content

O Mere Dholna - Jhankar

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Ho Ho Ho Ho... Ho Ho Ho Ho Ho Ho... Ho Ho Ho Ho Ho... Ho Ho Ho Ho Ho Ho... Ha Ha Ha Ha... Ha Ha Ha Ha... O Mere Dholna O Mere Saajna Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee O Mere Dholna O Mere Saajna Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna O Mere Dholna Mera Dilbar Sona Hai Sone Khona Khona Hai Ho In Baahon Main Jeena Hai Mil Ke Judaa Na Hona Hai Zara Si Khushiyaan Hai Zara Sa Ghum Bhi Hai Samajh Ke Jaaneman Yeh Naata Joodna O Mere Dholna Main Raja Tu Rani Ho Aisi Prem Kahani Ho Ho Hoton Pe Muskane Ho Aankhon Mein Na Pani Ho Tu Dil Mein Rehti Hai Yeh Dhadkan Kehti Hai Kaha Jo Bhi Tune Woh Phirse Bol Na O Mere Dholna O Mere Saajna Main Teri Ho Gayee Ishq Wich Kho Gayee O Mere Dholna O Mere Saajna Main Tera Ho Gaya Ishq Wich Kho Gaya Kasam Loon Main Rab Ki Kasam Le Tu Rab Ki Kabhi Ek Duje Ka Na Daaman Chhodna O Mere Dholna O Mere Saajna Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho... Ho Ho Ho Ho Ho Ho... Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha... Ha Ha Ha Ha Ha Ha... Ho Ho Ho Ho Ho Ho... Ha Ha Ha Ha Ha Ha...