Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
chhoti si aasha
ar rahman minmini
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil hai chhota sa, choti si aashaa
Masti bhare man ki, bholee si aashaa
Chaand thaaron ko chune ki aashaa
Aasmaanon mein udne ki aashaa
Dil hai chhota sa, choti si aashaa
Masti bhare man ki, bholee si aashaa
Chaand thaaron ko chune ki aashaa
Aasmaanon mein udne ki aashaa
Dil hai chhota sa choti si aashaa
ย
Mahak jaaoon main aaj to aise
Phool bagiya mein mahake hai jaise
Baadlon kee main odhun chunariya
Jhoom-jaaoon main ban ke baavariyaa
Apanee chotii mein bandh lu duniyaa
Dil hai chhota sa, choti si aashaa
Masti bhare man ki, bholee si aashaa
Chaand thaaron ko chune ki aashaa
Aasmaanon mein udne ki aashaa
Dil hai chhota sa, choti si aashaa
Masti bhare man ki, bholee si aashaa
ย
Swarg si dharti khil rahee jaise
Mera man bhee to khil raha aise
Koyal ki tarah gane kaa aramaan
Machhlee kee tarah machaloon ye aramaan
Javanee hai laayi rangeen sapnaa
Dil hai chhota sa, choti si aashaa
Masti bhare man ki bholee see aashaa
Chaand thaaron ko chune ki aashaa
Aasmaanon mein udne ki aashaa
Dil hai chhota si, choti see aashaa
Masti bhare man kee, bholee si aashaa
ย