Jahan Jahan Mujhe Sehra
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain

Meri tarah se akela dikhayi deta hain

Yeh ek abr ka tukda kahan kahan barse
Yeh ek abr ka tukda kahan kahan barse
Tamam dasht hi pyaasa dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
Yeh kis maqaam pe laayee hain justjoo teri

Jahan se arsh bhi nicha dikhayi deta hain
Jahan jahan mujhe sehra dikhayi deta hain
Ya bhegi palken kisi ki ye ashk bar ankhen
Pas-e-gubar bhi kya kya dikhai deta hai