Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sapne Saloney
Maan Panu
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sajna tum bin kahe jiya laage na
Sajna tum bin kahe jiya laage na
Saj ke sawar ke baithi hu kab se
Saj je sawar ke baithi hu kab se
Ab ke baras tu aa ja na
Ab ke baras tu aa jana
Aao na tum leke thode sapne saloney
Baitho na baaton se bhar do iss ghar ke koney
Aao na tum leke thode sapne saloney
Baitho na baaton se bhar do iss ghar ke koney
Deen duniya yu na Jane kyu begane ho gaye
Safar firey, dagar giri akal, deewane ho gaye
Raham na beeti uss diwani ko zamane ho gaye
Aaj bhi baatein teri chura chura ke karta hoon
Deewaron ki dararon se awaz teri sunta hoon
Voh khwahishon ka honsala
Do panchhiyon ka ghosala basa nahi
Hansa nahi Main muskurahaton ke pichhe chal pada
Nikal pada khada andheri raho pe in yadon chaurahe pe
Main dhundhta makam jhuthi khushiyon ki dukan
Tere nam meri jaan sari duniya yeh jahan
Kis jaha me ja sunau kisko kisse yeh btaun
Kore panno me dabi voh saari aahatein chhupaun
Chhupa chhupa ke thak gaya haan
Pak gaya zakham mera jo rakh gaya tu seene me
Vo chand se mahine mein
Do pal ki naukari sa ishq kar gaya
Mukar gaya bikhar gaya mai sath tere khwab bunte bunte
Ankahi si ansuni si teri bat sunte sunte
Sun zara nahi khafa main bol bol ke thaka main
Kuchh nahin tha uss wafa mein kya
Kuchh nahin tha uss wafa mein kya
Aao na tum leke thode sapne saloney
Baitho na baaton se bhar do iss ghar ke koney
Aao na tum leke thode sapne saloney
Baitho na baaton se bhar do iss ghar ke koney