Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Haan Ke Haan
Monali Thakur
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ek-ek karein kyun taare ginein?
Kyun maanein kaha hum kismat ka?
Chhatteeson, sun, milaye kyun gun?
Kyun joda banayein janmon ka?
Chal, ter-mere is qisse ka sikka uchhalein
Hoon chit main teri, hai pat tu mere hawale
Chal, ter-mere is qisse ka sikka uchhalein
Hoon chit main teri, hai pat tu mere hawale
Kehta hai kya tera jiya?
Bolo piya, "haan ke haan?"
"Haan ke haan?"
"Haan ke haan?"
Ek-ek karein kyun taare ginein?
Kyun maanein kaha hum kismat ka?
Chhatteeson, sun, milaye kyun gun?
Kyun joda banayein janmon ka?
Chal, ter-mere is qisse ka sikka uchhalein
Hoon chit main teri, hai pat tu mere hawale
Jo nahin hai apne bas mein
Kyun khaayein, nibhaayein woh rasmein?
Aa, chalayein naye rasmein
Ek-dooje ke poore kare sapne
Chal, ter-mere is qisse ke paase ko phenkein
Tu jeeta to teri, main jeeti to jaungi leke
Kehta hai kya tera jiya?
Bolo piya, "haan ke haan?"
"Haan ke haan?"
"Haan ke haan?"