Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Heer Raanjha
Laqshay Kapoor
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Milte-milte rah gaye
Mulaqat adhoori rah gayi
Kahni thi jo baat tumse
Baat adhoori rah gayi
Main teri khamoshiyan sunta tha kitne gaur se
Tu mere alfazon ko sunke bhi na sun saka
Ban saki na Heer tu
Na main Raanjha ban saka
Ban saki na Heer tu
Na main Raanjha ban saka
Tujhse hokar ke judaa kaise main jee paunga?
Ghut ke tanhaai mein ik din, dekhna, mar jaunga
Tujhse hokar ke judaa kaise main jee paunga?
Ghut ke tanhaai mein ik din, dekhna, mar jaunga
Dil mein tu shaamil hai lekin jismon ka hai faasla
Ban saki na Heer tu
Na main Raanjha ban saka
Ban saki na Heer tu
Na main Raanjha ban saka
Meri aankhon ke samandar bah rahe hain raat-din
Har ghadi lagne lagi hai sazaa-si tere bin