Skip to content

Allah Tere Siwa

Ali Haider
Popularity ยท Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Allahu Allhoo Allah... Allahu Allhoo Allah... Allahu Allhoo Allah... Mein Tere samne, main Teray samnay... Jhuk raha houn Khuda, mera koi nahin Allah Teray siwa Mein Tere samne... Allahu Allhoo Allah Allahu Allhoo Allah. Main gunahgar houn, main siyah kar houn. Mein khata kar hoon, mein saza war hoon Meray sajdoon mein Teri hee hamd o sana Mera koi nahin Allah Teray siva Mein Tere samne... Allahu Allhoo Allah Allahu Allhoo Allah... Meri tauba hai tauba, aie mere illa... OOOOO... Mujh gunahgar ko Tu na day na saza... Meri aahoon ko sunlay aie hajat rawaan Mera koi nahin Allah teray siwa Mein Tere samne, main Taray samnay... Main to Ghafar houn Tunay khud hi kaha Nahin koi nahin hai shehbaz gah Baksh doun ga mein tujh ko hai wada Tera... Baksh day ga hamein yeh hai wada Tera Mera koi nahin Allah teray siwa Mein Tere samne, mein Tere samnay... Mein Tere samne, mein Teray Samnay Jhuk raha houn Khuda, mera koi nahin Allah Teray siwa Mein Tere samne... Mein Tere samne... Mein Tere samnay... Main Teray samne...