Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Vallah Kya Baat Hai
Roshan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Woh bijjli hai, hum shola
Aaj na jaane kya hoga?
Chand se takkar sooraj ki
Lo aaya din qayamat ka
Oho, yaaro husan ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai
Aaha-ha, vallah kya baat hai
Oho-ho, vallah kya baat hai
Kya baat hai
Woh bijjli hai, hum shola
Aaj na jaane kya hoga?
Chand se takkar sooraj ki
Lo aaya din qayamat ka
Oho, yaaro husan ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai
Aaha-ha, vallah kya baat hai
Oho-ho, vallah kya baat hai
Kya baat hai
Rote hain qaafir yun toh
"Allah-Allah", kehte hain dilbar jeene ko
Dil ko uda lein hanss ke
Tauba-tauba aata hai jadoo inko
Lekin humse jo aakh mili toh kha gye woh bhi chakkar
Sab naaz woh apne bhool gye aur bhool gye sab akad
Unko paani peena padaa, ke hai naazuk waqt badaa
Chand se takkar sooraj ki
Lo aaya din qayamat ka
Oho, yaaro husan ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai
Aaha-ha, vallah kya baat hai
Oho-ho, vallah kya baat hai
Kya baat hai, aaha
Aisi bhi kya madhoshi?
Dekho-dekho, hosh nahi yahan chalta
Kehti hain saaf nigaahein
"Allah qasam, haal buraa hai dil ka"
Hai baat abhi toh aankhon tak
Aage zaalim kya hoga?
Jab dil ko chhoolengi nazrein
Jaane aalam kya hoga?
Chand se takkar sooraj ki
Lo aaya din qayamat ka
Oho, yaaro husan ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai
Aaha-ha, vallah kya baat hai
Oho-ho, vallah kya baat hai
Kya baat hai
Woh bijjli hai, hum shola
Aaj na jaane kya hoga?
Chand se takkar sooraj ki
Lo aaya din qayamat ka
Oho, yaaro husan ki ishq se yeh pehli mulaqaat hai
Aaha-ha, vallah kya baat hai
Oho-ho, vallah kya baat hai
Kya baat hai