Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ishq-E-Nadaan (Title Track)
Gunjan Nanda, Shaan, Raja Narayan Deb
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yun Toh Maine
Tedhe Medhe Saare Raaste Hi Dekhe Thay
Tujhse Shehar Yeh Apna Lagta Hai
Har Kone Mein Khayaalon Mein
Nishaan Tere Hi Bikhre Hai
Tere Sang Ab Har Din Sapna Lagta Hai
Tere Kadmon Mein Dhal Jaaye
Shehar Yeh Sambhal Jaaye
Mehakte Nazaaron Mein Tere Hi Rang Se Sana
Har Daastaan Yeh Kar Raha Hai Tujhko Hi Adaa
Mera Kaha Shehar Yeh Ab Tujhpe Hai Fidaa
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Galiyaan Thirakti
Ghum Hai Sitaaron Mein
Teri Hi Roshni Ki Aagosh Mein
Boondein Bhi Toh Kho Gayi Baarish Ke Aanchal Se
Sagar Ke Tere Chaahat Mein
Teri Khushboo Thehar Jaaye
Deewaron Pe Bikhar Jaaye
Mehakte Nazaaron Mein Tere Hi Rang Se Sana
Har Daastaan Yeh Kar Raha Hai Tujhko Hi Adaa
Mera Kaha Shehar Yeh Ab Tujhpe Hai Fidaa
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan
Ishq E Nadaan