Zinda/Maut
Kardam Trivedi
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Chal raha
Raste ye roz wale
Sadko p lage hai taale
Lad raha
Vaaste se soch wale
Aane wale kal ujhale
Wo chikhta
Mujhe bulata hai
Main kaanpta
Dhuaan ek naya sa hai
Zinda hoon ya main Maut hoon
Zinda hoon ya main Maut hoon
Zinda hoon ya main Maut hoon
โช โช โช
Khaabon mein tha
Wo jahaan, haan
Jo na raha, ab yahan haan
Ye shor
Khaamoshi k sur se aata
Raaton ko ye gungunaata
Ye zor
Kaalepan se mere
Alfazo ka ye ghar banata
Haan, jaana hai
Kahan ye bahana hai
Khuda paana hai
Guman ye zamana hai
Zinda hoon ya main Maut hoon
Zinda hoon ya main Maut hoon
Zinda hoon ya main Maut hoon