Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aahista (From "Laila Majnu")
Niladri Kumar
,
Arijit Singh
,
Jonita Gandhi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum milo roz hi
Magar hai yeh baat bhi
Mere hona aahista aahista
Mere hona aahista aahista
Tum mere ho rahe...
Ya ho gaye
Ya hai faasla
Puche dil toh kahun main kya bhala
Dil sawaalon se hi na de rula
Hota kya hai aahista aahista
Hona kya hai aahista aahista
Doori ye kam hi na ho
Main neendon mein bhi chal raha
Hota hai kal bewafa
Ye aata nahin, chhal raha...
Laakh waade jahaan ke jhoothe hain
Log aadhe jahaan ke jhoothe hain
Mere hona ahista ahista...
Mere hona ahista ahista...
Maine baat ye tumse kehni hai
Tera pyaar khushi ki tehni hai
Main shaam sehar ab hansta hoon
Maine yaad tumhari pehni hai
Mere hona aahista aahista...
Hota kya hai aahista aahista
Hona kya hai aahista aahista