Tanhai Tanhai
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Hamm hamm hamm.
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyaar main bah gaye do dil
Mouj ye kisi aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyaar main bah gaye do dil
Mouj ye kisi aayi
Aaj hawaaon ne bansi bajaai
Bin kahe dil kii baat bataai
Aaj hawaaon ne bansi bajaai
Bin kahe dil kii baat bataai
Le dubi mere pagal man ko
Tere pyaar kii ye gaharaai
Hamm hamm.
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyaar main bah gaye do dil
Mouj ye kisi aayi
Dard kaa tere ehsaas rahaa he
Tera ehsaas mere paas rahaa he
Dard kaa tere ehsaas rahaa he
Tera ehsaas mere paas rahaa he
Ek tuje bas meri lagan thi
Baat ye der se samaj main he aayi
Tanhai tanhai tanhai
Dono ko paas le aayi
Pyaar main bah gaye do dil
Mouj ye kisi aayi tanhai
Tanhai tanhai
(aa aa.)
Dono ko paas le aayi
Pyaar main bah gaye do dil
(ho ho.)
Mouj ye kisi aayi