Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Maahiya Teri Kasam (Happy Version)
Lata Mangeshkar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Maahiya, teri kasam
Haaye, jeena, nahi jeena mujhe tere bina

Saathiya, tere hain hum
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena

Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan-jahaan, main wahaan-wahaan
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan-jahaan, main wahaan-wahaan
Maahiya, teri kasam
Haaye, jeena, nahi jeena mujhe tere bina
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
ย
Tere liye hi main toh jahaan mein aayi
Tujhse mili toh khud se hui paraayi
Janmon se hum yun hi milaate aaye
Hum dono hain ek tan ke do saaye
Chhod ke tere pyaar ka daaman jaana aur kahaan
Haaye, jeena, nahi jeena mujhe tere bina
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
Maahiya, teri kasam
Haaye, jeena, nahi jeena mujhe tere bina
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
ย
Aankhon mein meri surat basi hai teri
Aanchal se tere qismat bandhi hai meri
Saanson mein meri chaahat basi hai teri
Chaahat se teri duniya hasi hai meri
Tere pyaar ke rang mein doobe mere dono jahaan
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
Maahiya, teri kasam
Haaye, jeena, nahi jeena mujhe tere bina
Haaye, jeena, nahi jeena mujhe tere bina
ย
Tere dil ko chhu gayi meri saadayein
Rab ne sun li aakhir meri duaayein
Dil karta hai, tujhko Khuda banake
Pooja karoon main dono jahan bhulake
Main hoon teri prem deewani janam-janam se yahaan
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
Haaye, tere bina jeena bhi hai kya jeena
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan-jahaan, main wahaan-wahaan
Tu hi mera dil, tu hi meri jaan
Tu jahaan-jahaan, main wahaan-wahaan
Maahiya (sathiya), teri kasam