Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Deewani
Naresh Kamath
,
Paresh Kamath
,
Kailash Kher
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Preet Ki Lath Mohe Aaisi Laagi
Ho Gayi Main Matwaali
Bal Bal Jaaun Apane Piya Ko
He, Main Jaaun Vaari Vaari
Mohe Sudh Budh Naa Rahe Tan Mann Ki
Yeh Toh Jaane Duniya Saari
Bebas Aur Laachar Phiru Main
Haari Main, Dil Haari
Haari Main, Dil Haari
Tere Naam Se Jee Loon
Tere Naam Se Marr Jaaun
Tere Naam Se Jee Loon
Tere Naam Se Marr Jaaun
Teri Jaan Ke Sadke Mein
Kuchh Aaisa Kar Jaaun
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main
Mitt Gayi Main
Ho Ji Ha Ha Ji Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main
Mitt Gayi Main
Ho Ji Han Han Ji Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Ishq Junoon Jab Hadh Se Badh Jaaye
Ishq Junoon Jab Hadh Se Badh Jaaye
Hanste Hanste Aashiq Suli Chadh Jaaye
Ishq Ka Jaadu Sar Chadhkar Bole
Ishq Ka Jaadu Sar Chadhkar Bole
Khoob Laga Lo Pehre Raste Rab Khole
Yahi Ishq Di Marzi Hai
Yahi Rab Di Marzi Hai
Yahi Ishq Di Marzi Hai
Yahi Rab Di Marzi Hai
Tere Bin Jeena Kaisa
Haan, Khud Ghrzi Hai
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main
Mitt Gayi Main
Ho Ji Han Han Ji Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Ohh Hoo...
Aye Main Rang Rangili Deewani
Aye Main Rang Rangili Deewani
Aye Main Albeli Main Mastani
Gaaun Bajaaun Sabko Rijhaaun
Aye Main Dil Dharam Se Begaani
Aye Main Deewani Main Deewani
Tere Naam Se Jee Loon
Tere Naam Se Marr Jaaun
Tere Naam Se Jee Loon
Tere Naam Se Marr Jaaun
Tere Jaan Ke Sadke Mein
Kuchh Aaisa Kar Jaaun
Tune Kya Kar Dala Marr Gayi Main
Mitt Gayi Main
Ho Ji Han Han Ji Ho Gayi Main
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani
Teri Deewani Deewani