Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aadi Naam Ki Mahima (Jain Tapasya Song)
Vicky D Parekh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aadi Naam Ki Mahima Paar Hai
Aadi Naam Ki Mahima Paar Hai
Charo Dishaon Mei Jai Jai Kaar hai
Aadi Naam Ki Mahima Paar Hai
Charo Dishaon Mei Jai Jai Kaar hai
Shasan Hai Tera, Tu Hi Marham Hai
Tu Hi Saar Hai, Tera Dharm Hai
Aadi Bhi Tu Hai, Hai Tu Hi Ananta
Dharm Hai Tera Sada Jayvanta
Jap Mei Mere, Tap Mei Mere
Tu Meri Aradhna haaa
Karu Teri Vandana, Vandana Adishwara
Paya Jisne Tujhe, Jag Se Wo Tara
Karu Teri Vandana, Vandana Adishwara
Varshitap Ye Tera, Dhanya Jisne Dhara
Aaj Gagan Jai Jaikaar Se Bhar Do
Path Tapasvi Ke Sar Kar Do
Gunj Uthege Aaj Dhol Nagade
Tap Se Tan Man Pavan Kar Do
Tap Mei Koi Vighna Na Aaye
Tap Ye Dada Paar Lagye Tap Ye Dada Paar Lagye
Sukh Mei Rahe, Shata Mei Rahe
Mangal Hi Ye Parnaa
Karu Anumodna, Dil Se Ye Vandana
Dhanya Tap Ye Tera, Dhanya Teri Bhavna
Karu Teri Vandana, Vandana Adishwara
Paya Jisne Tujhe, Jag Se Wo Tara
Karu Teri Vandana, Vandana Adishwara
Varshitap Ye Tera, Dhanya Jisne Dhara
Karu Teri Vandana, Vandana Adishwara
Paya Jisne Tujhe, Jag Se Wo Taraa
Hey Jag Swami, Dharm Deewakar
Jai Adishwar, Jai Adishwar
Jai Jinvani, Jai Ho Jineshwar
Jai Adishwar, Jai Adishwar
Jai Ho Tapasvi, Jai Ho Guruvar
Jai Adishwar, Jai Adishwar
Jai Jinshasan, Jai Prabhuvar
Jai Adishwar, Jai Adishwar
Jai Adishwar, Jai Adishwar
Jai Adishwar, Jai Adishwar
Jai Adishwar, Jai Adishwar