Isharon Isharon Mein
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Isharon isharon mein dil lene waale
Bata yeh hunar tune seekha kahaan se?
Nigahon nigahon mein jaadu chalaana
Meri jaan seekha hai tumri jaan se
Isharon isharon mein dil lene waale
Bata yeh hunar tune seekha kahaan se?
Woh mohabbat jo karte hain woh
Mohabbat jataate nahi
Dhadkani apne dil ki kabhi
Kisi ko sunaati nahi
Kisi ko sunaati nahi
Maza kya raha jab ki khud kar diya ho
Mohabbat ka izhaar apni zubaan se?
Isharon isharon mein dil lene waale
Bata yeh hunar tune seekha kahaan se?
Bata yeh hunar tune seekha kahaan se?
Bata yeh hunar tune seekha kahaan se?