Main, Tum Aur Yeh Hawa
STK
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Mai tum aur yeh hawa
Karte hein baatein is tarah
Ki waqt ka pata hi naa chale
Ki waqt ka pataa hi naa chale
Mai tum aur yeh hawa
Karte hein baatein is tarah
Ki waqt ka pataa hi naa chale
Ki waqt ka pata hi naa chale
Sang tere rang saare
Ishq ke ye pyaare pyaare
Ud rahe hawa me phir baras rahe hein hum pe
Dhang tera mera jaise ek hi kitaab hai tu panna shuruaat ka mai kaagaz aakhri likha
Mai tum aur yeh samaa
Aapas me milte is tarah
Ki waqt ka pata hi naa chale
Ki waqt ka pataa hi naa chale
Chai par jo baatein hoti
Lambi lambi choti choti
Karte buraayi is zamane ki hum
Dekho subha bhaag jaati raatein phir ye jaldi aati
Waqt bhaage aise jaise khai ho kasam
Mai tum aur yeh silsila
Aapas me lipte is tarah
Ki khaab ka pata hi naa chale
Naa jaane kahaan ye ud chale
Taaron ki numaishein hein
Halki halki baarishein hein
Saamne pahaad hein
Jo kar rahe guzaarishein hein
Mai tum aur yeh sardiyaan
Aayein kareeb is tarah ki thand ka pata hi naa chale
Ke waqt ka pata hi na chale