Skip to content

Khurafaati

Vikilikh
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Raat ke baara baje Beat baj jaati Yaad aati Woh ladki khurafaati Khurafaati, khurafaati Khurafaati woh ladki khuraafati Saath Khushi mein, mere aksh me tu Aksharo me tu, antaro me mere tu Jism ke paar, de antarman ko chhu Pyaar ye apaar, mera antariksh tu Din ka ant tu, shuruaat tu Sheh tu meri, aur maat tu Dil pe mere lagi woh chhaap tu Dil me aake kabhi mere jhaak tu God, she's pretty Be it sundress or a saree We go to the party But she's my afterparty Sweeter than my tea, hotter than her coffee Rehna tu saath, dur hona na kadaapi Man ki shaanti jo Mere dukh saare jaanti woh Sunehri ek shaam si jo Ladki khurafaati woh Raat ke baara baje Beat baj jaati Yaad aati Woh ladki khurafaati Khurafaati, khurafaati Khurafaati woh ladki khurafaati Raat ke baara baje Beat baj jaati Yaad aati Woh ladki khurafaati Khurafaati, khurafaati Khurafaati woh ladki khurafaati Khurafaati toh tu hai Tujh me basi meri ruh hai Zindagi ye saral ab kyu hai Mein radha mera shaam tu hai Dharaatal se hai milti Milti hai ghata jab Ban gaya sama waise Tu mujhse mila jab Shuru hua jaha jaafar Pyaar ban gaya mera saagar Iss saagar ko samete Haan chalein hum ek jagah par Ek aisi jagah ho Bas hum rehte waha ho Saagar apna gawaah ho Aur saath behti hawa ho Raat ke baara baje Neend khul jaati Yaad aati teri Khushboo suhaani Suhaani suhaani Yaad aati teri khushboo suhaani Raat ke baara baje Neend na aati Yaad aati teri Dil ko sataati Tere peeche mein toh sab bhul jaati Kyuki tu hai woh ladka khurafaati