Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Koi Apna Hoga
Song, Tony Kakkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tere girne ke peechay koi tera apna hoga
Ye jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga
Tere girne ke peechay koi tere apna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga
Yeh chehre pe chehra laga lete hain
Yeh dushman ko tere wafa dete hain
Yeh tere hain apne parayon se bad-tar
Yeh tere ghamon ka maza lete hain
Zamane mein mushkil wafa ho gayi
Yeh dunya hai phone mein tanha ho gayi
Log jo apno pe jaan dete thay woh naslein puraani fanah ho gayi
Tere girne ke peechay koi tera apna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga
Tere girne ke peechay koi tera apna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga
Koi shakhs dikhta meherbaan hai
Mai puchhna chahta hoon kya kaam hai
Nahi koi matlab ki baatein karu mai
Toh kehte hain nikamma nakaam hai
Pathhar ke logon mein dil khojta hoon mai
Acha rahu mai yeh kyu sochta hoon
Woh jaana hee jaate hai, jaa kar rahein ge
Mai jaane se unko kyu hee rokta hu
Tere girne ke peechay koi tera apna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakna hoga
Bhai toray ga bhai ka jo sapna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga
Yeh maza hai unka joh tera tarapna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga
Woh dein ge zehar tujh ko toh chakhna hoga
Yeh jaan kar bhi rishta tujh ko rakhna hoga