Ek Mulaqaat
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Tera Yeh Haal Kaisa Hai
Mere Bina, Mere Bina
Tu Kisko Yaad Karti Hai
Mere Siwa, Mere Siwa
Main Tere Khyaal Mein, Aata Hoon
Raat Ko Kya, Raat Ko Kya?
Teri Saans Bharati Hai
Soch Ke Mere Baare Mein Kya?
Teri Yaad Bhi Mujhko Sataaye
Yeh Dil Tera Hona Chahe
Ek Mulaqat Hi Sahi
Mere Paas Zara Tu Aana
Ek Mulaqat Hi Sahi
Mera Sab Kuch Tu Ban Jaana
Mujhko Pukaar Le Kabhi
Aa Jaoonga Chhod Ke Kaam Main Saara
Bas Ek Baar Hi Sahi
Mujhe Chhoo Ke Tu Phir Chale Jaana
Aashiq Mar Jaata Hoon, Jab Tu Saamne Aati Hai
Dhyaan Nahin De Paata, Jab Tu Baat Sunati Hai
Tujhko Kaise Bataun
Teri Baahon Mein Rehna Chaahun
Paas Teri Aata, Tu Bhi Muskurati Hai
Ab Khel Liya Hai Kaafi
Aa Banja Meri Tu Saathi
Ek Mulaqat Hi Sahi
Mere Paas Zara Tu Aana
Ek Mulaqat Hi Sahi
Mera Sab Kuch Tu Ban Jaana
Mujhko Pukaar Le Kabhi
Aa Jaoonga Chhod Ke Kaam Main Saara
Bas Ek Baar Hi Sahi
Mujhe Chhoo Ke Tu Phir Chale Jaana