Skip to content

Khwaab

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Duur jou aaj hain Yaad aatey tou hain Khwaab adhurey sahi Khwaab saharey tou hain Aaj bhi meri Raahein rok ti hain Yaadein teri daaman khenchti hain Bhul chukey hain jo humein Yaad aatey tou hain Sadioun k faasley Aaj hain darmian Hojaein magar jitni bhi duriyan Aap jahan bhi rahain Aap hamarey tou hain Khwaab adhurey sahi Khwaab saharey you hain Aaj bhi meri raahein rok ti hain Yaadein teri daman khenchti hain Bhul chukey hein jou humain Yaad aatey tou hain Jaaney phir kab milein terey merry raastey Aas totey nahi yaad itna rahein Raat dhalni tou hai Aaney ujalay tou hain