Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
dil lena khel hai dildar ka
Rahul Dev Burman
Popularity · High
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil lena khel hai dildaar ka
Oh, bhoole se naam na lo pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhoole se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi jhootha, yaar bhi jhootha
Dekho mujhe dilwaalon, haan
Khaya hai dhokha maine yaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhoole se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi jhootha, yaar bhi jhootha
Dekho mujhe dilwaalon, ho
Khaya hai dhokha maine yaar ka
Waadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Arey, waadon pe inke na jaana
Baaton mein inki na aana
Arey, inki meethi baatein, ye matwaali aankhein
Zahar hai pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhoole se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi jhootha, yaar bhi jhootha
Dekho mujhe dilwaalon, haan
Khaya hai dhokha maine yaar ka
Inpe jawaani luta do
Ya zindagaani luta do
Arey, inpe jawaani luta do
Ya zindagaani luta do
Arey, kuch bhi kar deewaane, rahenge ye anjaane
Rona hai bekaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhoole se naam na lo pyaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhoole se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi jhootha, yaar bhi jhootha
Dekho mujhko dilwaalon, ho
Khaya hai dhokha maine yaar ka
Dil lena khel hai dildaar ka
Bhoole se naam na lo pyaar ka
Pyaar bhi jhootha, yaar bhi jhootha
Dekho mujhko dilwaalon, ho
Khaya hai dhokha maine yaar ka
(Yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)
(Yaar ka, Yaar ka, yaar ka, yaar ka)