Skip to content

Tera Main Intezaar (Lofi Mix)

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Bechain kyun main hone laga hoon Tere liye iss tarah? Hai ek dil bhi jeene ko kaafi Kyun chahiye dusra? Teri har saans ko bata de Haq inpe hai bas mera 'Gar yeh baat sun raha hai woh khuda Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha Sach kaha tha kisi ne, "Ek dafa zindagi mein Ishq hota hai dil ko, haan, kisi na kisi se" Yaar, jeete hain aashiq kis tarah door hoke Kyun kabhi yeh kisi ko na bataya kisi ne? Ek din tu nazar jhuka ke Phir raahon ko dekhna Mere aansoo gire milenga har jagah Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha Tera main intezaar hoon kar raha, kar raha Tujhi se phir bhi pyaar hoon kar raha