Skip to content

Bhide

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Ladne Ka, Ladne Ka, Ladne Ka Jeene Ka Marne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai (Three, Two, One...) Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Ladne Ka, Ladne Ka, Ladne Ka Jeene Ka Marne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai, Jigraa Hai Karne Ki Gadbadi Hume Badi Hadbadi Kabhi Utre Na, Utre Na Utre Na, Utre Na Sarak Hai Chadhi Hame Bhidne Ka Chaska Darr Lage Bhi to Kiska Ye Kaam Kidhar Hai Kisi Aur Ke Bass Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Ladne Ka, Ladne Ka, Ladne Ka Jeene Ka Marne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai, Jigraa Hai Jaise Chhode Hue Teer Mudke Kabhi Bhi Kamaano Pe Na Laute Aise Aa Chal Bhide Bhide Bhide Bhide Hila De Duniya Le Damm Banake Bhide Bhide Bhide Bhide Ladake Tigdam, Lagake Dam Kham Bhide Bhide Bhide Oooo... Macha De Hud'dang Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Jaise Toote Huye Bandh Se Ek Sailab Behkar Fir Na Thehre Is Tarah Se Bhide Bhide Bhide Bhide Hila De Duniya Le Damm Banake Bhide Bhide Bhide Bhide Ladake Tigdam, Lagake Dam Kham Bhide Bhide Bhide Oooo... Macha De Hud'dang Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide... Chal Bhidte Bhidte Hum Seekhte Girke Tum Jeete Darke Sirf Jeet Hai Sar Pe, Haan! Chal Bhidte Bhidte Hum Seekhte Girke Tum Jeete Darke, Hum Cheeteh Ladke Sirf Jeet Hai Sir Pe Bahar Gaav Ya Ghar Pe Tu Keechad Uchhal Hum Star Hai Kal Ke Hum Star Hai Aaj Aur Tu Janta Hai Flex Ye Show Kare Dost Hum Karte Ni Cap Aage Koi Aa Jawe Karte Ni Trap O Waka Waka Se Zyada Zyada Hai Shana Bete Wo Bhaga Bhaga Top Beans Boy Then I Pop My Color Top Wins Boy, Mai Foot Se Bowler Jigra Jigra Tujhe Dikhra Dikhra Na (Dikhra Dikhra Na) Humse Bhidna Na (Humse Bhidna Na) Tujhme Jigra to (Tujhme Jigra To) Game Me Chidna Naa (Game Me Chidna Naa) Chal Fir Milte Naa (Chal) Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Ladne Ka, Ladne Ka, Ladne Ka Jeene Ka Marne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai, Jigraa Hai Jaise Chhode Hue Teer Mudke Kabhi Bhi Kamaano Pe Na Laute Aise Aa Chal Bhide Bhide Bhide Bhide Hilake Duniya Le Damm Banake Bhide Bhide Bhide Bhide Ladake Tigdam, Lagake Dam Kham Bhide Bhide Bhide Oooo... Macha De Hud'dang Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Bhide Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai Kuch Kar Guzarne Ka Ladne Ka, Ladne Ka, Ladne Ka Jeene Ka Marne Ka Jigra Hai, Jigra Hai, Jigra Hai... Bhide Bhide