Skip to content

Jahan Piya Wahan Mein

Chitra, Shankar Mahadevan, Nadeem Shravan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Shankar sir: arey ganga tu kahe jay pardes chod ke apna des ganga chi tu kha ksm tod ke humey chod ke -2 Chithra maa: piya ahhh haan mere piya Jaha pita waha main Mere piya waha main Des chudaya pardes bulaya -2 Sandes yeh aya mere naam Jahan piya waha main Mere piya waha main Main kya kru mere raam Jahan piya waha main Mere piya waha main Shankar sir: allap Chithra maa: asa lgta hai dil ke andr kuch toot rha hai Babul ke aangan main mera bachpaan chut rha hai Main kush bhi hu Udas bhi Nadiya main jaisey pyaas bhi Main kya karu mere raam Jahan piya waha main Mere piya waha main chandi ki katori Sone ka pitara La de miya Mujhko sasu ne pukara Lali kajal powder bindiya Le de meri maiya mujko siyaan ne pukara Chithra maa: andekha anjana sa ek sapna dekh rhi hun Apne man ke darpan main mukh apna dekh rhi hoon Yh main hun ya koi aur hai Sanjonk pe kiska zoor hain Main kya karu mere raaam Jahan piya waha main ganga chali tu kha ksm tod ke Humey chod ke Chithra maa: wha main jahan piya wha main wha main Shankar sir: allap laughing: D