Jhooti Mooti Mitwa Aawan Bole
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Joothi muthi mitawa aavan bole
Bhaado bole kabhi saavan bole
Joothi muthi mitawa aavan bole
Bhaado bole kabhi saavan bole
Baadalo pe chalane ko chaahu piya
Baadalo pe chalane ko chaahu piya
Aao meraa jhulana jhulaao piya
Ban ban papiha pihu bole
Joothi muthi mitawa aavan bole
Bhaado bole kabhi saavan bole
Rog yeh kaisa laaga mohe,
Aarasi uthaau dekhu tohe
Mann chanchal mose chhal naa kare
Baanvari bole kabhi pagali bole ...
Baanvari bole kabhi pagali bole ...
Kaari tori akhiya yaad karu
Aarasi mein baar baar kajar bharu
Mann mitawa kahe pihu bole
Joothi muthi mitawa aavan bole
Bhaado bole kabhi saavan bole
Joothi muthi mitawa aavan bole
Bhaado bole kabhi saavan bole