Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ab Yeh Aankhen
Abida Parveen
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ab ye aankhein kisi taskeen se taabinda nahin

Maine rafta se ye jaana hai ki aainda nahin

Ab ye aankhein...
Dil-e-veeraan dam-e-Isa hai gaye waqt ki yaad

Kaun sa lamha-e-rafta hai ki phir zinda nahin
Ab ye aankhein kisi taskeen se taabinda nahin
Ab ye aankhein...
Tu bhi chaahe to na aayegi wo beeti hui raat

Hai wo hi chaand, magar waisa darkhshinda nahin
Ab ye aankhein kisi taskeen se taabinda nahin
Ab ye aankhein...
Kabhi gunche ko mehakne se koi rok saka
Kabhi gunche ko mehakne se koi rok saka
Shauq agar hai to izhaar se sharminda nahin