Skip to content

Phir Nayi

Yashita Yashpal Sharma
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Aankhen malti ye subeh phir nayi hai Baahen khole ye hawa phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiyan. Phir nayi Gale lagati dhoop phir nayi hai Vaapas bulaati chhaon phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiyan. Phir nayi Main mummy se choti banvane Main pappa se jhula jhulvane Main ghar ko sar pe utha ne chali Karne manmaaniya phir nayi Main nayi dress mein saj ke ithlane Main nayi dhoon pe thumke lagane Main naye sapne chhat se udane chali Kar ne manmojhiya phir nayi Godi sulati sub-ha phir nayi hai Neende dhalati hawa phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiyan. Phir nayi Picture mein seety marne main chali Hero gali ke taad ne main chali Tusion bunk kar mastaani chali Karne shetaniya phir nayi Yaaro se gap ladane main chali Dil bhar udham machane main chali Chauke chhake lagane chali Karne badmashiyan phir nayi Aakhen malti ye subeh phir nayi hai Baahen khole ye hawa phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiyan. Phir nayi Gale lagati dhoop phir nayi hai Vaapas bulaati chhaon phir nayi hai Ghar le jaaye meri ungali pakad kar Betaabiyan. Phir nayi...