Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mujhko Ye Teri Bewafai
Attaullah Khan, Traditional
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haqiqat hai ki mar kar bhee unhen hum yaad rakhenge
Ye gulshan unki yaadon ka sada aabaad rakhenge
Mere saath unka vaadaa hai, meri koyi qabr naa khode
Mere is aakiri ghar kee vo khud buniyaad rakhenge
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Lagtaa hai muje ye...
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Chal gaya naathaa mera ashkon se jod ke
Achchha nahin kiya tune saath mera chhod ke
Chal gaya naathaa mera ashkon se jod ke
Achchha nahin kiya tune saath mera chhod ke
Mujko ye teri...
Mujko ye teri tanhai maar daalegi
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Mar ke bhee muje ab chain nahin aayega
Daag bewafaai waalaa mitane naa paaegaa
Mar ke bhee muje ab chain nahin aayega
Daag bewafaai waalaa mitane naa paaegaa
Taane muje deke...
Taane muje deke khudaai maar daalegi
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Mil gae dushmano se hamein chhod kar
Aapkaa ye faisalaa achchha nahin
Saba kuch lutaa ke hamein chhod jaanaa
Mohabbat ka ye sila achchha nahin
Aayaa phir thandi ye hawaon ka zamana
Jaag utaa dil mein vo dard puraanaa
Aayaa phir thandi ye hawaon ka zamana
Jaag utaa dil mein vo dard puraanaa
Ab muje...
Ab muje be-paravaai maar daalegi
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Aa kabhi paas mere, sun fariyaad ko
Sadiq ne seene se lagaaya teri yaad ko
Aa kabhi paas mere, sun fariyaad ko
Sadiq ne seene se lagaaya teri yaad ko
Muje mere dil kee...
Muje mere dil kee duhaee maar daalegi
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Mujko ye teri...
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Lagtaa hai muje ye judaae maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daalegi
Mujko ye teri bewafaai maar daale...