Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
City Guy
Rishi Rich
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
(Koi sehri babu dil lehri babu, hai re
Pag baandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiraan) - 2
Main to chaloon haule haule
Phir ve mann dole
Arre mere rabba main kee kara
Main chham chham nachdi phiraan
Koi sehri babu dil lehri babu, hai re
Pag baandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiraan
(Panghat se main samjhaane lagi
Natkhat se main sharmaane lagi) - 2
Dhadkan se main ghabraane lagi
Darpan se main katraane lagi
Mann khaaye hichkole aise jaise naiya dole
Arre mere rabba main kee kara
Main chham chham nachdi phiraan
Koi sehri babu dil lehri babu, hai re
Pag baandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiraan
(Sapnon mein chori se aane laga
Raaton ki nindiya churaane laga) - 2
Nainon ki dori bithaake mujhe
Leke bahut door jaane laga
Mere ghoonghta to khole, meethe meethe bol bole
Arre mere rabba main kee kara
Main chham chham nachdi phiraan
Koi sehri babu dil lehri babu, hai re
Pag baandh gaya ghunghroo
Main chham chham nachdi phiraan