Thehre Rahen
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Thehre rahein wahi'n hum magar
Pairon tale chal paadi yeh zameen
Jana nahi tha jiss gali
Lagta hai hum ja rahe wahin
Humare bharose na chhodo hamein
Ke awaaz deke roko hamein
Aawargi le chali hai wahan pe
Jahaa hoosh mein koyi jaata nahi
Aawargi le chali hai wahan pe
Jahaa hoosh mein koyi jaata nahi
Thehre rahein wahi'n hum magar
Pairon tale chal padi ye zameen
Nigahoo ko jachtaa nahi hai koyi
Tumhari yu aadat huyi
Koyi khel humse khela gaya
Koyi to sharaarat huyi
Aa-ine sabhi huye ajnabi
Hum itna to badle nahi thee kabhi
Bekhayali-an hain ghere huye
Hum aise to pehle nahi thee kabhi
Ye hum hai ya phir koyi aur hi hai
Yeh bhi samajh ab to aaya nahi
Aawargi le chali hai wohaa pe
Jahan hoosh mein koyi jaata nahi
Thehre rahein wahi'n hum magar
Pairon tale chal padi ye zameen