Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kinaare
Kartikeya Chaturvedi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hawaaon mein ye naya
Kaisa hai rang
Dekh kar bhi na dikhe
Aisa hai rang
Dhalti shaamein
Banti baatein
Toot te taare par ham na haare
Saath jab tum mere
Hai Kinaare aashiyan re
Tere aur mere sahaare
Hai Kinaare aashiyan re
Tere aur mere sahaare
Tu hai nahi itne paas mere
Ki main dhoondh loon
Khud ko sang tere
Chaah kar bhi mein
Bol na ye sakoon
Ki kya tera haath yun aise thaam loon
Saari raatein hoti baatein
Teri baatein yun mulakatein
Yaad aye mujhe
Hai Kinaare aashiyan re
Tere aur mere sahaare
Hai Kinaare aashiyan re
Tere aur mere sahaare
Tere aur mere sahaare
Tere aur mere sahaare