Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khud Pe Yakeen - Neet Aspirants Special
Physics Wallah
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jo Khud Pe Hai YAKEEN Tujhe
To Bas Ab Chain Ki Neend Tu Le
Teri NEET Me Jeet To Pakki Hai
Dega PW, YAKEEN Tujhe
Jo Khud Pe Hai YAKEEN Tujhe
To Bas Ab Chain Ki Neend Tu Le
Teri NEET Me Jeet To Pakki Hai
Dega PW, YAKEEN Tujhe
Padhlo Chahen Kahin Se
Selection Hoga Nahi, Ho Raha Hai Yahin Se
Zehra, Dolly Or Farhan Ne Bhi
Kabhi Sapne Bune They Yahin Pe
Mana Ke NEET Asan Nahi
Kisse Sune Hain Humne Kitno Ke Rone Ke
Isliye Best Teachers Ko Yahan
Laaye Hain Hum Poore Desh Ke Kone Se
Jo They Kabhi 150 Se Niraash
Unke Bhi Aa Gaye Hain 650
Kaun Kehta Hai Tu Kar Nahi Sakta?
Band Karde Sunna Sabki Bakwas
Upar Tere White Coat Bhi Hoga
Apna Naseeb Tu Khud Hi Likhega
Jaise Har Paanchwa Yakeenean Hai Doctor
Unhi Logon Me Ab Tu Bhi Dikhega
Padhlo Chahen Kahin Se
Selection Hoga Nahi, Ho Raha Hai Yahin Se
Tere Jaise Kitno Ne Kabhi
Sapne Bune They Yahin Se
Jo Khud Pe Hai YAKEEN Tujhe
To Bas Ab Chain Ki Neend Tu Le
Teri NEET Me Jeet To Pakki Hai
Dega PW, YAKEEN Tujhe
Jo Khud Pe Hai YAKEEN Tujhe
To Bas Ab Chain Ki Neend Tu Le
Teri NEET Me Jeet To Pakki Hai
Dega PW, YAKEEN Tujhe