Skip to content

Hai Na

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Na le ke jaao mere dost ka janaaza hai Na le ke jaao mere dost ka janaaza hai Abhi to garm hai mitti ye jism taaza hai Abhi to garm hai mitti ye jism taaza hai Na le ke jaao mere dost ka janaaza hai Ulajh gayi hai kahi saans khol do is ki Labon pe aayi hai jo baat poori karne do Abhi ummeed bhi jinda hai gam bhi taaza hai Na le ke jaao mere dost ka janaaza hai Jagaao is ko gale mil ke alvida to kahu Ye kaisi ruksati hai ye kya saleeka hai Ye kaisi ruksati hai ye kya saleeka hai Abhi to jeene ka har ek zakhm taaza hai Na le ke jaao mere dost ka janaaza hai Abhi to garm hai mitti ye jism taaza hai.