Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tu Na Jaa Mere Baadshah
Alka Yagnik
,
Mohammed Aziz
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ho ou ho ou ho ou ho
Ho ou ho ou ho ou ho
Tu na ja mere badshaah
Ek vaade ke liye ek vaada tod ke
Ho na ja mere badshaah
Ek vaade ke liye ek vaada tod ke
Main waapas aauungaa
Main waapas aauungaa
Ja rahaa hoon main yahaan jaan apni chhod ke
Tu na ja mere badshaah
Ek vaade ke liye ek vaada tod ke
Khuda kaa tuje vaasta
Lautakar aana tera dekhuungi main rasta
Khuda kaa tuje vaasta
Lautakar aana tera dekhuungi main rasta
Ye vaada hai meraa
Ye vaada hai meraa
Main agar mar bhi gaya to bhi waapas aauungaa
Ho na ja mere badshaah
Ek vaade ke liye ek vaada tod ke
Tu na ja mere badshaah
Maar na daale kahin ye teri furqat mujhe
Re na ja mere badshaah
Maar na daale kahin ye teri furqat mujhe
Main waapas aauungaa
Main waapas aauungaa
Ye meraa vaada rahaa
Hans ke kar rukhsat mujhe
आ मेरे महबूब आ
Jane se pehle tuje main ji bharke dekh luun
आ मेरे महबूब आ
Jane se pehle tuje main ji bharke dekh luun
Teri tasviir main
Teri tasviir main
Chahu jab ankhen zaraa band karke dekh luun
Tu na ja mere badshaah
Ek vaade ke liye ek vaada tod ke
Re na ja mere badshaah
Ek vaade ke liye ek vaada tod ke
Main waapas aauungaa
Main waapas aauungaa
Ja rahaa hoon main yahaan jaan apni chhod ke