Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tera Naam Liya
Manhar Udhas
,
Anuradha Paudwal
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mujhe tumse hain kitne gile, haan, haan, haan
Tum kitne din baad mile, kyun? Kyun? Kyun?
Mujhe tumse hain kitne gile, tum kitne din baad mile
Bolo, "Itne din kya kiya? Kya kiya? Kya kiya? Kya kiya?"
Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya, oo
Tera naam liya, tujhe yaad kiya, Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Mujhe tumse hain kitne gile, tum kitne din baad mile
Bolo, "Itne din kya kiya?"
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Apni mummy se meri baat ki? "Nahi," nahi? "Nahi"
Mere daddy se mulaqaat ki? "Nahi," nahi? "Nahi"
Haan, hera-pheri mere saath ki? "No, never"
Phir aur bhala kya kiya?
Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya, oo
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Picture ke ticket mangvaai? "Nahi," nahi? "Nahi"
Koi achi khabar tum laaye? "Nahi," nahi? "Nahi"
Kisi kaam mere tum aaye?
Kya pyaar mein tumne kiya?
Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya, oo
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Tune meri kadar kuch jaani, haan?
Kabhi dee koi prem nishaani, hmm?
Koi baat kabhi meri maani?
Kaisa pyaar ye tumane kiya? Kya kiya? Kya kiya? Kya kiya?
Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya, oo
Tera naam liya, tujhe yaad kiya
Tujhe yaad kiya, tera naam liya
Kab banoongi main shehzaadi? (Abhi)
Kab milegi humein aazaadi? (Abhi)
Kabhi hogi hamari shaadi
Abhi, yaheen, chalo, haaye raam
Ab dil kyun thaam liya, kyun thaam liya?
Ram, Ram, Ram, Ram, Ram, Ram
(Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya, oo)
(Tera naam liya, tujhe yaad kiya)
(Tujhe yaad kiya, tera naam liya)
(Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya, oo)
(Tera naam liya, tujhe yaad kiya)
(Tujhe yaad kiya, tera naam liya)