Skip to content

Bum Bum Bole

Shaan Aamir Khan
Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Bum bum bole, masti mein tu dol re Bhala machhliyan bhi kyun udti nahin Aise bhi socho na Socho suraj roz nahaaye ya Baal bhigo ke yeh buddhu banaaye hamein Yeh saare taare timtimaye Ya phir gusse mein kuch badbadate rahein Khul ke sochein aao Pankh zara phailao Rang naye bikhrao Chalo chalo chalo chalo Naye khwaab bun le Hey hey hey ... hey hey hey Bum bum bole, masti mein dole Bum bum bole, masti mein tu dol re O rat rat ke kyon tanker full Aankhein band toh dabba gul Oye dabba gul, dabba gul Oye band darwaze khol re Ho ja bindaas bol re Bol bol bol bol re Main bhi hoon, tu bhi hai Hum sab milke bum chik bum bum chik Bum bum bole, masti mein dole Bum bum bole, masti mein tu dol re Aisi rangon bhari apni duniya hai kyun Socho to socho na Pyar se chun ke in rangon ko Kisi ne sajaya yeh sansar hai Jo itni sundar hai apni duniya Upar wala kya koi kalakaar hai Khul ke sochein aao Pankh zara phailao Rang naye bikhrao Chalo chalo chalo chalo Naye khwaab bun le Bum bum bole, masti mein dole Bum bum bole, masti mein tu dol re