Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hamen Tumse Muhabbat Hai
Asha Bhosle, Ravi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hamein tumse mohabbat hain
Magar hum kah nahin sakate
Hamein tumse mohabbat hain
Magar hum kah nahin sakate
Zubaan par ek haqiqat hai
Magar hum kah nahin sakate
Hamein tumse mohabbat hain
Kabhi hasarat, kabhi armaan
Kabhi dhadkan, kabhi uljhan
Ajab is dil kee haalat hai
Magar hum kah nahin sakate
Hamein tumse mohabbat hain
Hamaaraa haal-a/e-dil sunane ko tum baichaiyn baithe ho
Hamaaraa haal-a/e-dil sunane ko tum baichaiyn baithe ho
Hamein kehne kee fursat hain
Magar hum kah nahin sakate
Hamein tumse mohabbat hain