Skip to content

Magar Kuch To Hai

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Views: 2155 Dono Ki Aankhon Mein Jagmagaati Hai Jo Woh Shararat Nahin Hai, Woh Shararat Nahin Hai Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai Dono Ke Chehre Pe Rang Laati Hai Jo Maana Ulfat Nahin Hai, Maana Ulfat Nahin Hai Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai Kaun Si Baat Hai Jo Nigahon Mein Hai Kya Hai Jo Khamoshi Ki Panahon Mein Hai Dono Chahatein Hain Ki Milte Rahe Kya Ye Pehla Kadam Dil Ki Raahon Mein Hai Dono Ko Har Gadi Paas Laati Hai Jo Maana Chaahat Nahin Hai, Maana Chaahat Nahin Hai Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai Dhadkane Tez Hain Saans Bhi Garam Hai Jo Hawa Hai Chali Kitni Woh Naram Hai Dono Mein Paas Aake Bhi Hain Faasle Inko Inkaar Hai Ya Koi Sharam Hai Dono Ke Honthon Pe Machle Jaate Hain Jo Woh Ijaazat Nahin Hai, Haan Woh Ijaazat Nahin Hai Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai Dono Ki Aankhon Mein Jagmagaati Hai Jo Woh Shararat Nahin Hai, Woh Shararat Nahin Hai Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai, Magar Kuch To Hai