Skip to content

FIKREN

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Fikren Hein peechy sabhi chori Hein be fikray Na paisa hay na kouri Nahi Bikhrien Ki koshishen hen puri Tu hi zid hay Tu kitna zaroori Teri yaadien Bulayein Ye bata tu rehta kahan Ye geet gungunale Is chah may Leke chal jo shehr tera Mein khud sy hu rootha Hu khud sy juda Par in raston sy jura Tu dil may hay baqi Kuch aks hay chupa Andhere peeche chory Tou ayan hui subah Ye dil keh raha Bangaya Bangaya Ye sama Bangaya Bangaya Ye sama Bangaya Bangaya Ye sama Bangaya Bangaya Ye sama Bhatka tha insaan Milgaya rasta Waqti hay sabh Mujhe sab hay pata Dil nhn dukhta Khwaab hay yagjan Sajdon may gir ja Milta khuda Jhoot kyu kehta Jo hay wo kehna Feel jo karta Wo likh na zara Mujhko ni parwah Jazbe hen pukhta Waqt ki choton Sy seekha bara Fikren Hein peechay sabhi chori Hein be fikray Na paisa hay na kouri Us k dard bhi Thay milna zaroori Us k bin bhi Ibararat ye adhoori Chal khud ko mana leh Abhi baqi bohot hay jahan Ghamon ko tu bhula k Chal parha hay Shayad kar gai asar dua Mein khud sy hu rootha Hu khud sy juda Par in raston sy jura Tu dil may hay baqi Kuch aks hay chupa Andhere peeche chory Tou ayan hui subah Ye dil keh raha