Skip to content

Yaadon Ki Almari (Rock Version)

Popularity · Low

Listen

YouTube

0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced

Lyrics

Ye dil hai mera ya hai Ek yaadon ki almari Is almari mein rakhi hai maine Apni ye duniya saari Ek fati purani jeans Aur tshirt beetles wali Ik chewing gum thi Jiski ghanton tak chalti hi rehti thi Haye jugali... Ek wallet hai leather ka... Jisme rehti thi kangali... Ek wallet hai leather ka Jisme rehti thi kangali Ek bhoola bisra gaana aur ek beer Ye dil hai mera ya hai Ek yaadon ki almari Is almari mein rakhi hai maine Apni ye duniya saari... Dil ki daraaz mein maine Rakha tha khwaab ik nanha Jisey ungali thaam Ke maine sikhaya Kadam Kadam par Dheere Dheere chalna Maine socha Hi nahi tha Ik din woh chaahega udna Maine socha Hi nahi tha Ik din woh chaahega udna In Khwaabon ki fitrat Hoti hai har dum Yaadon ke aage chalna Ohoo... Ye dil hai mera ya hai Ek yaadon ki almari Is almari mein rakhi hai maine Apni ye duniya saari Ye dil hai mera ya hai Ek yaadon ki almari Is almari mein rakhi hai maine Apni ye duniya saari Ek fati purani jeans Aur tshirt beetles wali Ik chewing gum thi Jiski ghanton tak chalti hi rehti thi Haye jugali... Usey rok loon Ya jaane Doon Kya kar Doon main Ke keh Do yaar Jo rasta rok Le Apno ka Woh Darr hai Khud ka Nahi hai pyaar Mere hi Lahu Ka katra Woh meri Hi khudaari Myega meri hi dehra Par woh ghoom ke Duniya saari. Maine Apne khwaabon Ke naam pe hai likhdi Meri yaadon Ki almari Ohooo. Ye dil hai mera ya hai Ek yaadon ki almari Is almari mein rakhi hai maine Apni ye duniya saari Ek fati purani jeans Aur tshirt beetles wali Ik chewing gum thi Jiski ghanton tak chalti hi rehti thi Haye jugali...