Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saza
Khwaab
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Zindagi k sab se haseen lamhe
Guzaaray hain maine tere saath
Dil toot-ta hai dekh k kis mor
Pe aa kharay hum aaaj
Dekhtay dekhtay khushiyaan hui tabah
Jo thi meri dua woh ban gayi saza
Aik woh waqt tha jab tu jeenay
Ki Wajah thi meri
Najaanay kis ki nazar lagi humein
Sab jal k raakh hogaya
Dekhtay dekhtay khushiyaan hui tabah
Jo thi meri dua woh ban gayi saza