Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aap Ka Aana Dil Dhadkana
Himesh Reshammiya
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chann maahiya, chann maahiya
Dhol-nagaara baaje, chann maahiya
Chann maahiya, chann maahiya
Tu mera kya laage, chann maahiya?
Aap ka aana, dil dhadkaana
Mehandi laga ke yoon sharmaana
Aap ka aana, dil dhadkaana
Mehandi laga ke yoon sharmaana
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Aap ka aana, dil dhadkaana
Mehandi laga ke yoon sharmaana
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Kyun hota hai dil deewana
Aaj yeh hum ne jaana
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Aap ka aana, dil dhadkaana
Daal ke daana, mujhe sataana
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Mili jo nazar, hua yeh asar
Yeh dil gum hua, are, bekhabar
Mili jo nazar, hua yeh asar
Yeh dil gum hua, are, bekhabar
Chhupi hai sharaarat tere pyaar mein
Dil haar baithe pehli baar mein
Pal mein apna kyun ho jaata hai koi begaana?
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Aap ka aana, dil dhadkaana
Mehandi laga ke yoon sharmaana
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Chann maahiya, chann maahiya
Dhol-nagaara baaje, chann maahiya
Chann maahiya, chann maahiya
Tu mera kya laage, chann maahiya?
Tere pyaar ka nasha chha gaya
Mili woh saza, maza aa gaya
Tere pyaar ka nasha chha gaya
Mili woh saza, maza aa gaya
Baaton ne teri jaadoo kiya
Ban baitha tu mera piya
Khan-khan bole choodi meri, "Doli leke aana"
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Aap ka aana, dil dhadkaana
Mehandi laga ke yoon sharmaana
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya
Pyaar aa gaya re, pyaar aa gaya